Kanhaiya Kumar
11 years 6 months ago
Lic of india ma bahut sara logo ka paisa fasa hua ha . jaisa india ma bahut aisa log ha jo ki lic ka pahla kist jama kar deta ha par dusra kist nahi da pata ha paisa nahi jama karna ka karan ha unki arthik stity thik nahi ha .yahi karan sa wo paisa nahi jama kar pata ha .. or na hi wo apna paisa nikal sakta ha .kuki yadi wo 3 sal sa kam paisa jama karta ka to unko koi paisa nahi milega yah lic ka ka t&c. ha sir mari apsa anurodh ha ki koi aisa niyam nikala ka sabhi garib logo ka paisa mil jai
Like
(2)
Dislike
(2)
Reply
Report Spam
