Dhiraj Sharma
11 years 10 months ago
Manniya Pradhan Mantriji, Main aapka tahe dil se abhar vyakt karta hun kyunki aapke navintam karyo ne mere manme vishwas ki ek nayi chetna ka arambh kiya hai. Sarvapratham apka Radio Sambhashan pura Bharat sunega aap us Bhasan mein Swachhata ko hamare dayitva ke rup mein jarur batayen sath hi sath ek kada sandesh, kade mandando ke sath is abhiyaan ko gati to padan karega hi sath hi sath kanunan compulsion aa jaye to is abhiyaan ki gati avishwasniya roop se badh jayegi. thanks Aap mere Abhimaan
Like
(1)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
