Umashankar Kumar Ram
6 years 8 months ago
agar espe khass dhayan nahi diya gaya to sayad congress ki wapisi tay ho sakata hai .aaj hamari party rajya sarkaar ko wo har subidha de hi rahi hai jo uss rajya kaa bajat hota hai .eske bawajud bhi hum rajya sabha me puran nahi hain eska sidha -sidha karan yahi hai ki rajya sarkaar apni kaam ko puri tarah safal karane me kanhi na kanhi naa kaam rahi hai eske sath Mai yeah bhi bollta huan ki rajya me kaam ho raha hai par jitna bajat mill raha hai uske hishab nahi ho raha hai
Like
(3)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
