prithviraj Yangare
6 years 8 months ago
bharat ko apni shikshan paddathi ko badalna chayiye... hame dusre desh ke badle hame hamara desh ka history.. hamare scientist... our hamare culture ke baare me bacchoko sikaana chayiye.... bachoko bharat ki saare baat , ayurveda , apna aavishikaar ye sabke baare me batana chayiye.....
geeta our yoga ko compulsory karna chayiye..
yoga se bachhoko dimaag ko control karna our body ko bhi shaant karana aata he...
Like
(3)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam
