ankit
9 साल 11 महीने पहले
jay jawan
main desh ky un sabhi sipahiyo or jo desh seva karty hue shahid hogae unka hardik abhinandan karta hoon or unhy dipawali ki dher sari khusiya mile unky pariwar main sabko maa laxmi dipo ka prakash or gyaan ki jyoti phelae desh seva karty hue apni shahadat dene wale veer jawano ko hum aek dipak unky naam ka jalae gy or apne desh or pradesh ky sabhi logo ko esi kamna ka sandesh dene ko kahy gy un jawano ko mera sath sath naman . satya prakash sati from dungri narayanbagar jay hind
पसंद
(0)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
