Ritesh Upadhyay
6 साल 8 महीने पहले
Honourable Prime Minister Ji, mujhe aabhas h ki Sansad ki sheet kaalin satra me govt. ( Jansankhya Niyantran Bill) le kr aane waali h. Es pr mera kuch Sujhaw h ager uchit lge to maane. 1.--- Es bill me ye prawdhan hona chahiye ki kisi bhi couple ko keval two bacche paida karne ka adhikar hona chahiye. Tisra bhi kr sakte h lekin Sart h ki jab 2no bacche(Girl) ho. 2. Koi chahe to kisi garib ya Anathalay ke bacche ko गोद le sakta h. Thank U
पसंद
(5)
नापसन्द
(1)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें