Gaurav Tripathi
10 years 4 months ago
Adardiy Pradhan Mantri ji Namaskar!Meri taraph se apko dher sara Dhanyawaad wo isliye ki Apki Videsh niti kaphi Bharosemand aur Desh ke liye Kargar rahi hai jiska Sakaratmak Paridam Bhavisya mein 100% dikhai dega.
Par jis Vishay ki taraph main Apka dhyan kendrit karna chah raha hu wo ye ki Aaj bhi mere Desh ka garib Kisan buri tarah Karjdar bana pada hai aur jab tak Desh ka Kisan Arthik Roop se Majbut Nahi hoga tab tak Desh ko SAMRIDDH kah pana Sambhav NAHI hai, main chahunga ki Aap es
Like
(0)
Dislike
(1)
Reply
Report Spam
